Indian Film History

Boond Boond Lyrics

From Roy (2015)

Lyricist
a k upadhyay
Duration
5:34
Boond boond karke mujh mein girna tera Aur mujh mein mujh se jyada hona tera Boond boond karke mujh mein girna tera Aur mujh mein mujh se jyada hona tera Bhiga bhiga saa mujhko tann tera lage Aajaa tujhko pee loon mann mera kahein Main na bacha mujh mein toda saa bhi Dekh tu na bacha tujh mein bhi Jalne laga garm saanson se main Tu pigal ne laga mujh mein hi Katra katra main jarun Sharm se tere maru Jism tera mom ka pigla doon Karvate bhi tang ho raat bhar tu sang ho Tere har ek ang ko sulgaa doon Bhiga bhiga saa mujhko tann tera lage Aajaa tujhko pee loon mann mera kahein Main na bacha mujh mein toda saa bhi Dekh tu na bacha tujh mein bhi Jalne laga garm saanson se main Tu pigal ne laga mujh mein hi Hone de kuchh galtiyaan Rengati ye ungaliyaan Jism ke tu darmiyaan thehra de Lamha koi garm tu yaa ubhalti barf tu Mujh pe ho jaa kharch tu yun aake Bhiga bhiga saa mujhko tann tera lage Aajaa tujhko pee loon mann mera kahein Main na bacha mujh mein toda saa bhi Dekh tu na bacha tujh mein bhi Jalne laga garm saanson se main Tu pigal ne laga mujh mein hi.

More songs from Roy