Indian Film History

Yaara Re Lyrics

From Roy (2015)

Lyricist
Sandeep Nath
Duration
5:11
Ajnabi kahe ke apna kahe Ab kya kahe kya na kahe Ajnabi kahe ke apna kahe Ab kya kahe kya na kahe Ishare bhi chup hai Zubaan khamosh hai Sadaa gumsum si hai Tanha aagosh hai Yaara re yaara re Kyun faaslon mein Bhi tu yaara re Yaara re yaara re Kyun faaslon mein Bhi tu yaara re Tu chhut kar kyun chhutaa nahi Kuch toh judaa hai abhi Main tut kar kyun tutaa nahi Jeene mein hai tu hai kahin Ishare bhi chup hai Zubaan khamosh hai Sadaa gumsum si hai Tanha aagosh hai Yaara re yaara re Kyun faaslon mein Bhi tu yaara re Yaara re yaara re Kyun faaslon mein Bhi tu yaara re Hai har ghadi woh tishnagi Jo ek pal bhi na bujhi Hai zindagi chalti huyi Par ye zindagi hi nahi Ishare bhi chup hai Zubaan khamosh hai Sadaa gumsum si hai Tanha aagosh hai Yaara re yaara re Kyun faaslon mein Bhi tu yaara re Yaara re yaara re Kyun faaslon mein Bhi tu yaara re.

More songs from Roy

Yaara Re Lyrics - Roy (2015) | Indian Film History