Ek Baat Meri Manoge Sanam Lyrics | Saat Samandar Paar

                        
                        Ek bat meri manoge sanam
Itna na mujhe tum pyar karo
Ek bat meri manoge sanam
Duniya na mujhe badnam kare
Duniya na mujhe badnam kare
Bas itna karam din rat karo
Ek bat meri manoge sanam
Itna na mujhe tum pyar karo
Ek bat meri manoge sanam

Bhule fija gam ya rakh do kadam
Aa jaye bahare hanske sanam
Bhule fija gam ya rakh do kadam
Aa jaye bahare hanske sanam
Aa jaye bahare hanske sanam
Tum chaho jise guljar karo
Tum chaho jise guljar karo
Ek bat meri manoge sanam
Itna na mujhe tum pyar karo
Ek bat meri manoge sanam

Ek pal bhi mile na chain mujhe
Tadpaye tumhare nain mujhe
Ek pal bhi mile na chain mujhe
Tadpaye tumhare nain mujhe
Tadpaye tumhare nain mujhe
Dil bhar ke sitam sar aankho par
Tum aise sitam sau bar karo
Ek bat meri manoge sanam
Itna na mujhe tum pyar karo
Ek bat meri manoge sanam.