Indian Film History

Na Phoolon Ki Duniya Lyrics

From Saaz Aur Awaz (1966)

Music
Naushad
Duration
9:17
Aa a a Na phoolon ki duniya, na taaro ki duniya Ye hai bas khayal e baharo ki duniya Yahan mast nazare bahakane ko tarase Umago bhare dil dhadakane ko tarase Ye hai pyaar ke besaharo ki duniya Yahan gham hai lakho, masarrat nahi hai Tadapane ki lekin ijaazat nahi hai Ye hai ishq ke beqararo ki duniya Na phoolon ki duniya, na taaro ki duniya Ye hai bas khayal e baharo ki duniya Aa a a Payaliya bawari baaje Payaliya mori jhanana jhanana Jhana jhananana baaje a a Payaliya bawari mori Aa a a Aaj sakhi more pi ghar aaye, aa a a Aaj sakhi more pi ghar aaye Dekh dekh chhab jiyaraa jaye Baar baar mora man laharaye Payaliya bawari baaje Payaliya mori jhanana jhanana Jhana jhananana baaje a a Payaliya bawari mori Saat suro ke dip jalake, aa a a Saat suro ke dip jalake Prem bin ki dhun par gake Aaj nachun mai piya ko pake Payaliya bawari baaje Payaliya mori jhanana jhanana Jhana jhananana baaje a a Payaliya bawari mori Aa a a.

More songs from Saaz Aur Awaz

Na Phoolon Ki Duniya Lyrics - Saaz Aur Awaz (1966) | Indian Film History