Indian Film History

Saaz Ho Tum Aawaz (Title) Lyrics

From Saaz Aur Awaz (1966)

Music
Naushad
Duration
5:44
Saaz ho tum aawaz hoon main, Tum bina ho main hoon taar Saaz ho tum aawaz hoon main, Tum bina ho main hoon taar Rok sako toh rok lo apani Payal ki jhankaar Saaz ho tum aawaz hoon main, Tum bina ho main hoon taar Mere git ko git na samajho, Pyaar ki hai sargam Mere raag ke har ek sur pe, Ghungharu bole chham chham Prit ki lay par jhoom ke nacho, Ab na karo inkar, ab na karo inkar Rok sako toh rok lo apani, Payal ki jhankaar Saaz ho tum aawaz hoon main, Tum bina ho main hoon taar Prem tarana rang pe aaya, Rup ne li angadayi Taal pe man ki jhanjhar jhanaki, Jhanjhar jhanaki chhan chhan Taal pe man ki jhanjhar jhanaki Patali kamar balakhayi, kamar balakhayi Sudh budh khokar besudh hokar, Nach uthi gulnar, nach uthi gulnar Rok sako toh rok lo apani, Payal ki jhankaar Saaz ho tum aawaz hoon main, Tum bina ho main hoon taar Saaz ho tum aawaz hoon main, Tan man jhume gagan toh chume, Prit huyi matwali, prit huyi matwali Aaj mila jivan se jivan, Pyar ne manjil payi Dil ki baaji jit ke maine, Jit liya sansar, jit liya sansar Rok sako toh rok lo apani, Payal ki jhankaar Saaz ho tum aawaz hoon main.

More songs from Saaz Aur Awaz

Saaz Ho Tum Aawaz (Title) Lyrics - Saaz Aur Awaz (1966) | Indian Film History