Indian Film History

Duriyaan Sab Mitaa Do Lyrics

From Saboot (1980)

Lyricist
Amit Khanna
Duration
4:55
Dooriyaan dooriyaan sab mita do Mann mein lagi jo agan Wo sajan tum bujha do Jane ki bat ab na karo Jane ki bat ab na karo Dooriyaan sab mita do Mann mein lagi jo agan Wo sajan tum bujha do Mann mein lagi jo agan Wo sajan tum bujha do Tum zara bhigo ham zara bhige Rim jhim gati phuharo mein Na tum bolo na ham bole Bat ho bas yu isharo mein Aaj ki rat tum na daro Jane ki bat ab na karo Dooriyaan sab mita do Man mein lagi jo agan Wo sajan tum bujha do Mann mein lagi jo agan Wo sajan tum bujha do Meri zulfe mera aanchal Sab kuch hai piya tere liye Teri bahe teri nigahe Sab kuch hai piya mere liye Aaj ki rat na aahe bharo Jane ki bat ab na karo Dooriyaan sab mita do Mann mein lagi jo agan Wo sajan tum bujha do Jane ki bat ab na karo Jane ki bat ab na karo Duriya sab mita do Man mein lagi jo agan Wo sajan tum bujha do Mann mein lagi jo agan Wo sajan tum bujha do.

More songs from Saboot

Duriyaan Sab Mitaa Do Lyrics - Saboot (1980) | Indian Film History