Indian Film History

Ladki Ho Ladki Jaisi Ho Chalegi Lyrics

From Saboot (1980)

Lyricist
Amit Khanna
Duration
5:16
Ladki ho ladki jaisi ho chalegi Paise walo ho ya kadki Ladki ho ladki jaisi ho chalegi Paise walo ho ya kadki Jo achhi lage usko fasa Aaj ke din tu chakkar chala Jo achhi lage usko fasa Aaj ke din tu chakkar chala Ladki ho ladki jaisi ho chalegi Paise walo ho ya kadki Are baali umariya, aay haay Najuk kamariya, aay haay Mastani chal, aay haay Gungrahle baal, aay haay Jo achhi lage usko fasa Aaj ke din tu chakkar chala Jo achhi lage usko fasa Aaj ke din tu chakkar chala Ladki ho ladki jaisi ho chalegi Paise walo ho ya kadki Hasino ka mela aao na Main fir kyun akela aao na Dil ne pukara aao na Main hu tumhra aao na Jo achhi lage usko fasa Aaj ke din tu chakkar chala Jo achhi lage usko fasa Aaj ke din tu chakkar chala Ladki ho ladki jaisi ho chalegi Paise walo ho ya kadki Kyu mujhko na roka haye haye Kyu mujhko na toka haye haye Hua ye dhokha haye haye Kisi tarah tu jan bacha Mujhko yaha se jaldi bhaga Kisi tarah tu jan bacha Mujhko yaha se jaldi bhaga Are are kaise bhag rahe ho Jaise gadhe ke sar se sing Are are hame chhod ke Kaha bhag rahe ho.

More songs from Saboot

Ladki Ho Ladki Jaisi Ho Chalegi Lyrics - Saboot (1980) | Indian Film History