Tere Pyar Ke Teer Ne Ghaayal Kar Diya Lyrics | Safari

                        ha tere pyar ke tir ne ghayal kar diya diya diya
tere pyar ke tir ne ghayal kar diya diya diya
tere ishq ne mujhe paagal kar diya diya
are are tu hai kamal, are are tu hai kamal

dil jitne ki hai tujhme har ada ada ada
dil jitne ki hai tujhme har ada ada ada
to bolo kaise na hota main fida fida

jabse sanam dil ko tera pyar mila aa aa
tan me naya man me naya shor macha aa aa
itne karib aa jaaye lehro ke jaise mil jaaye
teri sanso me bechaini hai, dil ka mausam tufani hai

tere pyar ke tir ne ghayal kar diya diya diya
tere ishq ne mujhe pagal kar diya diya
are are tu hai kamal, are are tu hai kamal
are are tu hai kamal, are are tu hai kamal
kaisi diwanagi kyon ye betabiya
kaisi ye bekhudi kyon ye behoshiya
kaisi diwanagi kyon ye betabiya
kaisi ye bekhudi kyon ye behoshiya
na hosh me tum aao, na hosh me ham aaye
ai kash ke ab ye pal aise hi thahar jaye
ho is pyar se dekho nahi dam ye nikal hi na jaye kahi
he o meri jaan meri jaan ho tum tere hi dam se to jite hai ham