Khafa Na Hona Lyrics | Sagaai

Lyricist : Rajendra Krishan
Music Director : S D Narang , Ravi
Singer : Mahendra Kapoor
                        
                        Khafa na hona agar main puchhu
Kaha se paya ye husn o sabab tumne
Khafa na hona agar main puchhu
Kaha se paya ye husn o sabab tumne
Kaho dekhe hai kabhi bhule se
Apne galo pe khilte gualab tumne
Khafa na hona agar main puchhu

Suna jo apna jikar jara
Aankhe hai sarmayi hui
Suna jo apna jikar jara
Aankhe hai sarmayi hui
Jism simat ta chala gaya
Ruh hai sarmayi hui
Sadgi me bhi sokhi ka andaz hai
Khafa na hona agar mai puchhu
Kaha se paya ye husn o sabab tumne
Khafa na hona agar main puchhu

Chand ko humne chand kaha
Aur kuchh apni bhul nahi
Chand ko humne chand kaha
Aur kuchh apni bhul nahi
Kaise khulti apni juba
Hote na tum agar hasi
Sari mahfil se puchho ke kya hal hai

Khafa na hona agar main puchhu
Kaha se paya ye husn o sabab tumne
Khafa na hona agar main puchhu
Kaha se paya ye husn o sabab tumne
Kaho dekhe hai kabhi bhule se
Apne galo pe khilte gualab tumne
Khafa na hona agar main puchhu.