Indian Film History

O Paape Na Sharma Lyrics

From Sagaai (1966)

Music
Ravi
Duration
4:11
O paape na sharma Kuchh garmi sardi kha Aaj khushi ka din hai pyaare Jab bhi wab bhi paa O paape na sharma Kuchh garmi sardi kha Aaj khushi ka din hai pyaare Jab bhi wab bhi paa O paape na sharmaa Badh ke lagaa le hothon se jaam ko Aaye hain door se jalwe salaam ko Badh ke lagaa le hothon se jaam ko Aaye hain door se jalwe salaam ko Roz nahin milte ye mauke Kuchh to rang zama O paape na sharma Kuchh garmi sardi kha Aaj khushi ka din hai pyaare Jab bhi wab bhi paa O paape na sharma Aankhon ki mastiyaan Pyaalon mein ghol de Dil me jo baat hai khul ke wo bol de Aankhon ki mastiyaan Pyaalon mein ghol de Dil me jo baat hai khul ke wo bol de Kahte hain zulfon ke saaye Pyaar ke raahi haan O paape na sharma Kuch garmi sardi kha Aaj khushi ka din hai pyaare Jab bhi wab bhi paa O paape na sharma Le le sahaara baahein pukarein Chali na jaayein aake baharein Le le sahaara baahen pukarein Chali na jaayein aake baharein Aankhon se aankhein takra ke Dil ki pyaas bujha O paape na sharma Kuchh garmi jaldi kha Aaj khushi ka din hai pyaare Jab bhi wab bhi paa O paape na sharmi Kuchh garmi sardi kha Aaj khushi ka din hai pyaare Jab bhi wab bhi paa O papapapa Paape na sharma.

More songs from Sagaai