Gajab Chamkai Bindiya Lyrics | Sagina

                        
                        Gazab chamkai bindiya
Tori aadhi raat
Kareja chue rasiya
Tori yahi baat
Gazab chamkai bindiya
Tori aadhi raat
Kareja chue rasiya
Tori yahi baat

Dekho re jalim kaise khadi
Gagri jaise ras ki bhari
Darshan ko tarsu re balam
Main barkha wali badari
Dekho se jalim kaise khadi
Gagri jaise ras ki bhari
Darshan ko tarsu re balim
Main barkha wali badari
Bin barse se udi chali jaat re
Gazab chamkai
Gazab chamkai bindiya
Tori aadhi raat
Kareja chue rasiya
Tori yahi baat

Joban mora dekho to
Jawani badhe raja
Joban mora dekho to
Jawani badhe raja
Lambi ho umariya jo
Najar lade raja
Ji bhar ke niharu to
Niharu tohe kaise
Jiyra mein palak tori
Dank mare jaise
Chaina na jaye
Pakad mera haath
Kareja chue rasiya
Tori yahi baat
Gazab chamkai bindiya
Tori aadhi raat
Kareja chue rasiya
Tori yahi baat
Gazab chamkai bindiya
Tori aadhi raat.