Indian Film History

Saala Main Toh Saahab Ban Gaya Lyrics

From Sagina (1974)

Duration
3:15
Saala main toh saahab ban gaya Saala main toh saahab ban gaya Re saahab banke kaisa tan gaya Yeh suit mera dekho, Yeh boot mera dekho Jaise gora koyee london ka Saala main toh saahab ban gaya Saala main toh saahab ban gaya Re saahab banke kaisa tan gaya Yeh suit mera dekho, Yeh boot mera dekho Jaise gora koyee london ka Wah fakire wah fakire Suit pehankar kaisa kude phande Wah fakire wah fakire Suit pehankar kaisa kude phande Kauwa jaise pankh mayur ka Apanee dum mein bandhe Apana dum mein bandhe Are kya jaano ham iss bheja mein Kya kya naksha khincha Leader log kee unchee baate, Kya samjhe tum nicha Kya samjhe tum nicha Mera woh sab jahilapan gaya, Saala main toh saahab ban gaya Attention Saala main toh saahab ban gaya Re saahab banke kaisa tan gaya Yeh suit mera dekho, Yeh boot mera dekho Jaise gora koyee london ka Surat hai bandar kee phir bhee Lagatee hai albelee Surat hai bandar kee phir bhee Lagatee hai albelee Kaisa raja bhoj bana hai Mera gangu telee Tera gangu telee Tum langotee walah na badala Main na badalega Tum langotee walah na badala Main na badalega Tum sab saala log kaa kismat Ham saala badalega Ham saala badalega Sina dekho kaisa tan gaya Saala main toh saahab ban gaya Re saahab banke kaisa tan gaya Yeh suit mera dekho, Yeh boot mera dekho Jaise gora koyee london ka.

More songs from Sagina

Saala Main Toh Saahab Ban Gaya Lyrics - Sagina (1974) | Indian Film History