Indian Film History

Bas Chal Kapat Lyrics

From Saheb Biwi Aur Gangster Returns (2013)

Lyricist
Kausar Munir
Duration
4:02
Bas chal kapat prapanch hai Har swaarth ka yeh manch hai Bas chal kapat prapanch hai Har swaarth ka yeh manch hai Yahan rakth se mite hai kshobh Lobh moh kaam krodh Yahan rakth se mite hai kshobh Lobh moh kaam krodh Rakth se mite hai kshobh Lobh moh kaam krodh.. Yahan dosh bhi nirdosh hai Pyaar mein bhi rosh hai Bolne mein bhi ek josh hai Irsha hi shabdkosh hai.. Harz hai muskaan mein Vish ghula zubaan mein Ashuddhiyaan hai gyaan mein Matlab hai har bayaan mein Yahan rakth se mite hai kshobh Lobh moh kaam krodh Rakth se mite hai kshobh Lobh moh kaam krodh Yahan bhrukutiyaan tani hui Har baat hai bani hui Shadyantra se chhani hui Jo jhuth mein shani hui Yahan rakth se mite hai kshobh Lobh moh kaam krodh Yahan rakth se mite hai kshobh Lobh moh kaam krodh Yahan rakth se mite hai kshobh Lobh moh kaam krodh Yahan rakth se mite hai kshobh Lobh moh kaam krodh Yahan rakth se mite hai kshobh Lobh moh kaam krodh Yahan rakth se mite hai kshobh Bas chhal kapat prapanch hai Har swaarth ka yeh manch hai Bas chhal kapat prapanch hai Har swaarth ka yeh manch hai.

More songs from Saheb Biwi Aur Gangster Returns