Indian Film History

Kona Kona Dil Ka Lyrics

From Saheb Biwi Aur Gangster Returns (2013)

Lyricist
Kausar Munir
Duration
4:57
Kona kona dil ka Dil ka gungunaaya re Baadalon se chaand Muskuraaya re Sapnon mein kyun Ab hansi aayi re Raatein bhi hansi Lage haaye re Hasraton ka jaam Fir uthaya re Aashiqui ka jasha Manaaya re Chhalte chhalte khud Hi chhali gayi main Chalte chalte kahaan Tak chali gayi Chhalte chhalte Khud hi chhali gayi main Chalte chalte kahaan Tak chali gayi Ab kadmon ko theharana Har khaali ko bharna hai Ab kadmon ko theharana Har khaali ko bharna hai Kona kona dil ka Dil ka gungunaaya re Baadalon se chaand Muskuraaya re Dhadkan dhadkan Zara si behak rahi hai Chandan chandan Jaisi mehak rahi Dhadkan dhadkan Zara si behak rahi hai Chandan chandan Jaisi mehak rahi Ishq ko paar utarana Jo na socha woh karna hai Ishq ko paar utarana Jo na socha woh karna hai Kona kona dil ka Dil ka gungunaaya re Baadalon se chaand Muskuraaya re Sapnon mein kyun Ab hansi aayi re Raatein bhi hansi Lage haaye re Hasraton ka jaam Fir uthaya re Aashiqui ka jasha Manaaya re.

More songs from Saheb Biwi Aur Gangster Returns