Ab Akele Hi Chalna Padega Lyrics | Samaj Ko Badal Dalo

                        
                        Ab akele hi chalna padega
Ab akele hi chalna padega
Zindagani ke lambe safar mein
Ab akele hi chalna padega
Paon zakhmo se kaise bachege
Lakh kante hai is raiy gujar mein
Ab akele hi chalna padega

Tujhko godi mein jisne khilaya
Aaj sar se utha uska saya
Tujhko godi mein jisne khilaya
Aaj sar se utha uska saya
Aaj tujhe kadar hai akeli
Utni tanha na thi umar bhar mein
Utni tanha na thi umar bhar mein
Ab akele hi chalna padega
Zindagani ke lambe safar mein
Ab akele hi chalna padega

Ye bhayanak andhero ki duniya
Katilo aur lutero ki duniya
Ye bhayanak andhero ki duniya
Katilo aur lutero ki duniya
Kon hai jo tera hath thame
Tang in jalimo ke nagar mein
Tang in jalimo ke nagar mein
Ab akele hi chalna padega
Ab akele hi chalna padega
Zindagani ke lambe safar mein
Ab akele hi chalna padega
Ab akele hi chalna padega
Ab akele hi chalna padega.