Main Dil Ki Dil Mein Lyrics | Sanam Teri Kasam

                        
                        Itana bhi na chaaho mujhe
Itana bhi na chaaho mujhe ki
Main ik pal tumse dur reh na sakun
Itana bhi na chaaho mujhe ki
Main ik pal tumse dur reh na sakun
Yuun na pyaar se dekho mujhe ke
Main dil ki baate tumse keh na sakun
Itana bhi na chaaho mujhe ki
Main ik pal tumse dur reh na sakun
Yuun na pyaar se dekho mujhe ke
Main dil ki baate tumse keh na sakun

Itani bechaini leke kaise jiyega koyi
Itani chaahat daaman
Mein kaise rakhega koyi
Itani bechaini leke kaise jiyega koyi
Itani chaahat daaman
Mein kaise rakhega koyi
Chain kahin lene na de
Mujhako pyaar tera
Itana bhi na chaaho mujhe ki
Main ik pal tumse dur reh na sakun
Yuun na pyaar se dekho mujhe ke
Main dil ki baate tumse keh na sakun

Socha na hoga tumane
Itana pyaar karunga
Maang ke dekho jaan meri
Jaan bhi main de dunga
Socha na hoga tumane
Itana pyaar karunga
Maang ke dekho jaan meri
Jaan bhi main de dunga
Bhulunga na main tumako
Kabhi abb mri jaan e wafa
Itana bhi na chaaho mujhe ki
Main ik pal tumse dur reh na sakun
Yu na pyaar se dekho mujhe ke
Main dil ki baate tumse keh na saku
Itana bhi na chaaho mujhe ki
Main ik pal tumse dur reh na sakun
Yu na pyaar se dekho mujhe ke
Main dil ki baate tumse keh na saku.