Indian Film History

Dil Mein Sama Gaye Saajan Lyrics

From Sangdil (1952)

Duration
4:27
Aaj preet ne tod di Bandhan ki deewar Haar maan ke preet se Chala gaya sansaar Dil mein sama gaye sajan Phool khile chaman chaman Pyaar bhi muskura diya Dil mein sama gaye sajan Phool khile chaman chaman Pyaar bhi muskura diya Masti bhari hawa chali Hasne lagi kali kali Tum se mujhe mila diya Masti bhari hawa chali Hasne lagi kali kali Tum se mujhe mila diya Dil mein sama gaye sajan Phool khile chaman chaman Pyaar bhi muskura diya Aisa badal gaya sama Badle zameen o aasmaan Aisa badal gaya sama Badle zameen o aasmaan Chhod ke jab bana liya Pyaar ne ek naya jahaan Pyaar ne ek naya jahaan Aayi ghataayen jhoom ke Neel gagan ko choom ke Ghum ka nishaan mita diya Pehle koi khushi na thi Dil ki kali khili na thi Teer e nazar chala na tha Zindagi zindagi na thi Tere kadam ki aahaten Ban gayi muskurahaten Mera jahaan basa diya Aayi jo rut bahaar ki Chhid gayi baat pyaar ki Aayi jo rut bahaar ki Chhid gayi baat pyaar ki Dil ne tadap tadap ke phir Tere liye pukaar ki Oo..oo.. Tum bhi kahin se aa gaye Dheere se muskura gaye Dil ko hasa hasa diya Masti bhari hawa chali Hasne lagi kali kali Tum se mujhe mila diya Dil mein sama gaye sajan Phool khile chaman chaman Pyaar bhi muskura diya Ghum ka nishaan mita diya Dil ko hasa hasa diya.

More songs from Sangdil

Dil Mein Sama Gaye Saajan Lyrics - Sangdil (1952) | Indian Film History