Indian Film History

Dekho Dekho Gadbad Ghotala Lyrics

From Sangram (1950)

Duration
4:28
Dekho dekho gadbad ghotala Dekho dekho gadbad ghotala Daal mein hai kuchh kala Hoye daal mein hai kuchh kala Kya kala ho kala ho kala ho kala Dekho dekho gadbad ghotala Dekho dekho gadbad ghotala Daal mein hai kuchh kala Hoye daal mein hai kuchh kala Wo pardesi aur wo maklin Chhup chhup kar kyon Milte hain pal chhinn Wo pardesi aur wo maklin Chhup chhup kar kyon Milte hain pal chhinn Nazar nazar se milti hai jab Dil ki kali yun khilti hai tab Ek chaabi se khul jaata hai Nau kamron ka taala Daal mein hai kuchh kala Hoye daal mein hai kuchh kala Dekho dekho gadbad ghotala Dekho dekho gadbad ghotala Daal mein hai kuchh kala Hoye daal mein hai kuchh kala Wo boli wo boli Kya mat jaa bedardi Wo bola wo bola bhai teri marzi Na pagdi diya na kiraaya Na pagdi diya na kiraaya Muft mein dil ka bangla paaya Muft mein dil ka bangla paaya Aankhon ki chauki se ghus kar Dil mein dera daala Daal mein hai kuchh kala Hoye daal mein hai kuchh kala Dekho dekho gadbad ghotala Dekho dekho gadbad ghotala Daal mein hai kuchh kala Hoye daal mein hai kuchh kala Sun sun maina kehta hai totaa Hua ye wahi jo hai hota Hua ye wahi jo hai hota Unki baat un par hi chhodo Unki baat un par hi chhodo Ab tum humse naata jodo Ishq mein humko yun na sataao Ishq mein humko yun na sataao Jaao jaao jaao jaao jaao Haaye re haaye Re haaye re haaye re haaye Tere nakhre mein garam masaala Ho tere nakhre mein garam masaala Ho tere ho tere Ho tere nakhre mein garam masaala Daal mein hai kuchh kala Hoye daal mein hai kuchh kala Dekho dekho gadbad ghotala Dekho dekho gadbad ghotala Daal mein hai kuchh kala Hoye daal mein hai kuchh kala.

More songs from Sangram

Dekho Dekho Gadbad Ghotala Lyrics - Sangram (1950) | Indian Film History