Indian Film History

Dil Diya Hai Lyrics

From Sangram (1950)

Duration
2:29
Dil diya hai aapne to Meharbaani aapki Meharbaani aapki Ham na ab waapas karenge Ye nishaani aapki Ye nishaani aapki Dil diya hai aapne to Meharbaani aapki Meharbaani aapki Shukriya kahke ham Is tohfe ko karte hain qubool Shukriya kahke ham Is tohfe ko karte hain qubool Jaan se pyaara hai hamein Baag e mohabbat ka ye phool Jaan se pyaara hai hamein Baag e mohabbat ka ye phool Ham to kis qaabil na the Ye qadrdaani aapki Meharbaani aapki Dil diya hai aapne to Meharbaani aapki Meharbaani aapki Ham na ab waapas karenge Ye nishaani aapki Ye nishaani aapki Aap aaye meri duniya Meri inaayat shukriya Aaa aaa aaa Aap aaye meri duniya Meri inaayat shukriya Muskuraahat lab pe Aankhon mein mohabbat shukriya Muskuraahat lab pe Aankhon mein mohabbat shukriya Kab huaa maaloom Zindagani aapki Meharbaani aapki Dil diya hai aapne to Meharbaani aapki Meharbaani aapki Ham na ab waapas karenge Ye nishaani aapki Ye nishaani aapki.

More songs from Sangram

Dil Diya Hai Lyrics - Sangram (1950) | Indian Film History