Indian Film History

Badlegi Yeh Duniya Ek Lyrics

From Sanskar (1952)

Music
Roshan
Lyricist
Shailendra
Duration
3:32
Badlegi yeh duniya badlegi Badlegi yeh duniya ek din badlegi Aasma ke bidiya dar se Gir ke pheer se sambhlegi Badlegi yeh duniya badlegi Badlegi yeh duniya Hum bache layeh hai apni Kismat apni muthi me Hum bache layeh hai apni Kismat apni muthi me Guddi me lala hazaro Heere bikhre mitti me Badlegi yeh duniya badlegi Badlegi yeh duniya Unche asan baithne walo Dam bhar dharti par aao Unche asan baithne walo Dam bhar dharti par aao Jeevan reet sikh lo hamse Ya hamko sikhlao Jeevan reet sikh lo hamse Ya hamko sikhlao Har choti si bat pe tum Aapas mein lad marte ho Har choti si bat pe tum Aapas mein lad marte ho Faila itna jahar ke tum Ganga jal se bhi darte ho Bacho ki masum najar Yeh reet sun kar badlegi Badlegi yeh duniya badlegi Badlegi yeh duniya Soch liya hai hum bacho ne Naya jamana kaisa ho Soch liya hai hum bacho ne Naya jamana kaisa ho Mata jaisa dil ho jiska Pyar pita ke jaisa ho Mata jaisa dil ho jiska Pyar pita ke jaisa ho Dukh mein jo lori gayeh Rote bacho ko bahlayeh Dukh mein jo lori gayeh Rote bacho ko bahlayeh Man mohabbat me jo Jeena marna sikhlayeh Duniya duniya jab hogi Has ke har dukh jhelegi Badlegi yeh duniya badlegi Badlegi yeh duniya.

More songs from Sanskar

Badlegi Yeh Duniya Ek Lyrics - Sanskar (1952) | Indian Film History