Indian Film History

Preet Nibhani Balma Lyrics

From Sanskar (1952)

Music
Roshan
Lyricist
Shailendra
Duration
2:42
Preet nibhani Balma tum kya jano Sajna tum kya jano Preet nibhani Balma tum kya jano Sajna tum kya jano Dali dali koyal kali geet gaye Kahe aise mein Chanchal dil machal jaye Rut hai suhani balma Balma tum kya jano Sajna tum kya jano Preet nibhani Balma tum kya jano Sajna tum kya jano Ghire badri nain kajri jara jaye Akela pan mujhpe bijli gira jaye Dil ki kahani balma Balma tum kya jano Sajna tum kya jano Preet nibhani Balma tum kya jano Sajna tum kya jano Meri aankhe kab se machle Jharokho mein Jiu kaise tere sapno Ke dhokho mein Ankhiya diwani balma Balma tum kya jano Sajna tum kya jano.

More songs from Sanskar

Preet Nibhani Balma Lyrics - Sanskar (1952) | Indian Film History