Are Logo Tumhe Kya Hai Lyrics | Santosh

                        
                        are logo tumhe kya hai ya mai janu ya vo jane
ye kissa mera unka hai ya mai janu ya vo jane
are logo tumhe kya hai tumhe kya hai tumhe kya hai
ye kissa mera unka hai ya mai janu ya vo jane
are logo tumhe kya hai ya mai janu ya vo jane
ye kissa mera unka hai ya mai janu ya vo jane

idhar bijli chamkti hai udhar megha barsta hai

akele dil tadpata hai akele dil tadpata hai
ya mai janu ya vo jane kadar bulbul ke gane ki
bahla saiyad kya jane jo aashik hai samjhta hai
aashik hai samjhta hai ya mai janu ya vo jane
are logo tumhe kya hai ya mai janu ya vo jane
ye kissa mera unka hai ya mai janu ya vo jane

hamare marne jine ka tumhe kyu fikr hai itna
hame kis or jana hai hame kis or jana hai
ya mai janu ya vo jane hamare haal pe chodo
are chhodo ye hamdardi tumhare dil me kya kya hai
tumhare dil me kya kya hai ya mai janu ya vo jane
are logo tumhe kya hai ya mai janu ya vo jane
ye kissa mera unka hai ya mai janu ya vo jane.