Indian Film History

Duniya Chadhaye Phool Lyrics

From Sanyasi (1945)

Music
Naushad
Duration
2:43
Duniya Chadhaaye Phool Main Aankhon Ko Chadhhaa Doon Duniya Chadhaaye Phool Main Aankhon Ko Chadhhaa Doon Bhagwaan Tujhe Aaj Main Rona Bhi Sikha Doon Bhagwaan Tujhe Aaj Main Rona Bhi Sikha Doon Tujhe Rona Bhi Sikha Doon Ho O O Aankh Mila Ke Ae Dil Ko Loota Aa Dil Le Ke Ae Ae Sukh Chain Taare Sab Angaare Ae Ho Gaye Bairan Ho Gayi Ee Ee Rain O O O Bhagwaan Bhagwaan Bhagwaan Bhagwaan Jab Toone Bhulaaya Hai To Duniya Ko Kahoon Kya Duniya Ko Kahoon Kya Jab Toone Bhulaaya Hai To Duniya Ko Kahoon Kya Duniya Ko Kahoon Kya Dil Todne Mein Tujhko Bhi Milne Laga Maza Milne Laga Aa Maza Dil Todne Mein Tujhko Bhi Milne Laga Maza Milne Laga Maza Ulfat Ka Dard Tere Jigar Mein Bhi Samaa Doon Ulfat Ka Dard Tere Jigar Mein Bhi Sama Doon Bhagwaan Tujhe Aaj Main Rona Bhi Sikha Doon Bhagwaan Tujhe Aaj Main Rona Bhi Sikha Doon Tujhe Rona Bhi Sikha Doon Ho O O O O O Bedardon Se Ae Preet Laga Ke Ae Ae Kaun Kabhi Ee Sukh Paaye Jaise Deepak Ki Ee Ee Baati Ho Waise Hi Jalta Aa Aa Jaaye.

More songs from Sanyasi

Duniya Chadhaye Phool Lyrics - Sanyasi (1945) | Indian Film History