Indian Film History

Mere Gham Ka Fasaana Lyrics

From Sanyasi (1945)

Music
Naushad
Duration
3:36
Na Ye Chaand Hoga Na Ye Chaand Hoga Na Taare Rahenge Magar Ham Hamesha Tumhaare Rahenge Na Ye Chaand Hoga Na Tum Ne Suna Mere Gham Ka Fasaana Na Tum Ne Suna Mere Gham Ka Fasaana Sulagta Raha Pyaar Ka Aashiyaana Kahaan Ab Tere Gham Ke Maare Rahenge Na Ye Chaand Hoga Na Ye Chaand Hoga Na Ye Chaand Hoga Na Taare Rahenge Magar Ham Hamesha Tumhaare Rahenge Na Ye Chaand Hoga Tumhe Hamne Dekhe Bina Dil Diya Hai Tumhe Hamne Dekhe Bina Dil Diya Hai Tumhe Pyaar Khwaabon Mein Hamne Kiya Hai Tumhaare Liye Hain Tunhaare Rahenge Na Ye Chaand Hoga Tumhen Choomna Chaahti Hain Nigaahen Tumhen Choomna Chaahti Hain Nigaahen Na Chhodengi Daaman Tumhaara Ye Baahen Hamaare Ho Tum Hum Tumhaare Rahenge Na Ye Chaand Hoga Na Ye Chaand Hoga Na Taare Rahenge Magar Ham Hamesha Tumhaare Rahenge Na Ye Chaand Hoga.

More songs from Sanyasi

Mere Gham Ka Fasaana Lyrics - Sanyasi (1945) | Indian Film History