Indian Film History

Anjane Me Kar Gaye Ye Naina Nadani Lyrics

From Sau Ka Note (1955)

Lyricist
Anjaan
Duration
3:06
anjane me kar gaye aaj, ye naina nadani hay rama ye naina nadani ab jaau kaha kis ore ab jaau kaha kis ore, dagariya anjani hay rama dagariya anjani anjane me kar gaye aaj, ye naina nadani hay rama ye naina nadani hay rama ye naina nadani chaliya ne aisa jadu chalaya chaliya ne aisa jadu chalaya khud se mujhe begana banaya ankhiyo me chhaya man me samaya hardam kare mose manmani hay rama dagariya anjani anjane me kar gaye aaj, ye naina nadani hay rama ye naina nadani hay rama ye naina nadani ab chhod ke sab laaj sharm ko dhundhe nazariya banke balam ko sayiya bina kuchh bhaye na man ko aise huyi main to diwani hay rama dagariya anjani anjane me kar gaye aaj, ye naina nadani hay rama ye naina nadani hay rama ye naina nadani

More songs from Sau Ka Note

Anjane Me Kar Gaye Ye Naina Nadani Lyrics - Sau Ka Note (1955) | Indian Film History