Indian Film History

Qurban Gaye Tujh Pe Gori Lyrics

From Sau Ka Note (1955)

Lyricist
Anjaan
Duration
3:11
Qurban gaye tujh pe gori Tujhe teer chalana aa hi gaya Qurban gaye tujh pe gori Tujhe teer chalana aa hi gaya Qurban gaye tujh pe gori In sokh adao ko gori In sokh in sokh adao ko gori Bijli ka girana aa hi gaya Qurban gaye tujh pe gori Tujhe teer chalana aa hi gaya Qurban gaye tujh pe gori Teri ek najar ae gori Jara dekh ye kaisa kamal kiya Tere husn joban ne gori Kadko ko bhi malamal kiya Kadko ko bhi malamal kiya Kadko ko bhi malamal kiya Teri julfo ki kali ghata ko Chandi barsana aa hi gaya Teri julfo ki kali ghata ko Chandi barsana aa hi gaya Qurban gaye tujh pe gori Kya baat hui unse pucho Jo tumpar jaan lutate hai Un chand sitaro se pucho Jo dekh tumhe sarmate hai Jo dekh tumhe sarmate hai Jo dekh tumhe sarmate hai Sharmati nigaho ko dil ka Yu raaz chupna aa hi gaya Sharmati nigaho ko dil ka Yu raaz chupna aa hi gaya Qurban gaye tujh pe gori Tujhe teer chalana aa hi gaya Qurban gaye tujh pe gori.

More songs from Sau Ka Note

Qurban Gaye Tujh Pe Gori Lyrics - Sau Ka Note (1955) | Indian Film History