Yeh Safar Lyrics | Sawaal

                        
                        Ye safar bhi kitna suhana hai
Ye safar bhi kitna suhana hai
Aage hum hai pichhe zamana hai
Aage hum hai pichhe zamana hai

Sath jab tum ho dil deewana hai
Sath jab tum ho dil deewana hai
Ishq ki thokar me zamana hai
Ishq ki thokar me zamana hai

Humsafar tum ho aur tumhi manjil
Humsafar tum ho aur tumhi manjil
Gam kise kitni dur jana hai
Gam kise kitni dur jana hai
Sath jab tum ho dil deewana hai
Ishq ki thokar me zamana hai

Khawab jo hai teri in aankho me
Khawab jo hai teri in aankho me
Zindagi ko inse sjana hai
Zindagi ko inse sjana hai
Ye safar bhi kitna suhana hai
Aage hum hai pichhe zamana hai

Ye jo chhota sa hai chaman apna
Ye jo chhota sa hai chaman apna
Isme nanha sa gul khilana hai
Isme nanha sa gul khilana hai
Sath jab tum ho dil deewana hai
Ishq ki thokar me zamana hai
Ishq ki thokar me zamana hai.