Indian Film History

Nain Dwaar Se Man Mein Lyrics

From Sawan (1959)

Lyricist
Prem Dhawan
Duration
1:19
Nain dwaar se mann mein Woh aake tan mein aag lagaaye Nain dwaar se mann mein Woh aake tan mein aag lagaaye Haay rasiya haay re Koyee chhaliya chhal kiye jaaye, Jiyara liye jaaye chain nahee aaye Haay koyee chhaliya chhal Nain dwaar se mann mein Nain rasile chaand sa mukhada Sundar rup suhaana Par bedardee dard naa samajhe Jaane bas tadapaana Phir bhee mann tadapane wala Mann ka mit kahaaye Haay rasiya haay re Jab woh aaye lekar aaye Din mein chaand sitaare Jab woh jaye lekar jaaye sab Armaan hamaare Haay rasiya haay re Haay jee ik chhaliya, Kaun tera rasiya jo dil liye jaaye Haay jee ik chhaliya jo mann ko bhaaye Jiyara liye jaaye, jiyara liye jaaye Jiyara liye jaaye Haay ree koyee chhaliya.

More songs from Sawan