Indian Film History

Tumne Kaha Chhoo Lyrics

From Sawan (1959)

Lyricist
Prem Dhawan
Duration
2:46
Tumne kaha chhoo maine chhoo liya Tumne kaha chhoo maine chhoo liya Kaha tha jo wo kiya daga to nahi diya Kyu tantanake chali kali o najokali Na itni si bat ki na de itni saza Tumne kaha chhoo maine chhoo liya Maine to ye kaha tha ke chhu hat pare Magar tum ulte mere hi gale pade Ja pare ja pare pare hat pare Ke chhed na kawariyo ko hota hai bura Tumne kaha chhu maine chhu liya Kaha tha jo wo kiya daga to nahi diya Kyu tantanake chali kali o najokali Na itni si bat ki na de itni saza Tumne kaha chhoo maine chhoo liya Badan mera gora hath tere maila Shishe mein muh to dekho Bane ho bade chhaile O chhaile o chhaile chhaili bina chhaile O ja re ja re mujhe maile hath na laga Tumne kaha chhu maine chhu liya Kaha tha jo wo kiya daga to nahi diya Kyu tantanake chali kali o najokali Na itni si baat ki na de itni saza Tumne kaha chhoo maine chhoo liya Na mai tujhe janu aur na tu mujhe jane O dilo ke shikari lathi ko mujhpe tane Tu jane main janu tu aaya hai fasane Jo fasu tere jal mein nahi wo chidi Tumne kaha chhoo maine chhoo liya Kaha tha jo wo kiya daga to nahi diya Kyu tantanake chali kali o najokali Na itni si bat ki na de itni saza Tumne kaha chhoo maine chhoo liya Maine chhoo liya.

More songs from Sawan