Hubejaan Hubejaan Lyrics | Shaadi Abhi Baaki Hai

                        
                        Hubejaan Hubejaan...

Tere Ishq ne gum se nawaza hai..
Tere Ishq ne gum se nawaza hai..

Ye dard abhitak tazaa hai

Tere Ishq ne gum se nawaza hai..
Tere Ishq ne gum se nawaza hai..

Hubejaan Hubejaan...

Din dhup me jalkar khak hua
Kirno ne nahakar paak hua
Main kyun hi magar barbaad fira
Bazood hain bikhra bikhra mera

Ab tak hu tere bin main zinda...
Ab tak hu tere bin main zinda...

Ai zindegi aab ye sarmindaa

Hubejaan Hubejaan..