Indian Film History

Waqt Itna Bhi Lyrics

From Shaadi Abhi Baaki Hai (2017)

Duration
3:09
Waqt itna bhi ab kharab na ho... Waqt itna bhi ab kharab na ho... Hath main jaam ho sharab na ho Waqt itna bhi ab kharab na ho Waqt itna bhi ab kharab na ho.. Jisse dil ke sawaal puche the Jisse dil ke sawaal puche the Samne woh hi lajawaab na ho Samne woh hi lajawaab na ho Hath main jaam ho sharab na ho Waqt itna bhi ab kharab na ho.. Neend apno ne cheen li meri Neend apno ne cheen li meri Meri aankhon main koi khwab na ho Meri aankhon main koi khwab na ho Hath main jaam ho sharab na ho Waqt itna bhi ab kharab na ho.. Waqt itna bhi ab kharab na ho Hath main jaam ho sharab na ho Waqt itna bhi ab kharab na ho...

More songs from Shaadi Abhi Baaki Hai

Waqt Itna Bhi Lyrics - Shaadi Abhi Baaki Hai (2017) | Indian Film History