Indian Film History

Joh Bhi Chahe Parbal Vidhata Lyrics

From Shree Satyanarayan Ki Maha Pooja (1975)

Singers
Manna Dey
Lyricist
Bharat Vyas
Duration
4:54
Jo bhi chahe parbal vidhata Jo bhi chahe parbal vidhata Aakhir wo hi hota hai Apradhi hota jo hari ka Yaha wo ek din rota hai Jo bhi chahe parbal vidhata Aakhir wo hi hota hai Apradhi hota jo hari ka Yaha wo ek din rota hai Shri sataynarayan sataynarayan Sataynarayan Shri sataynarayan Jaisi karni waisi bharni Yaad ye rakhna parani Yaad ye rakhna parani Parbhu puja ki tumne thukrai Ye kaisi nadani ye kaisi nadani Jo bhagwan ko bhule jag me Jo bhagwan ko bhule jag me Wo hi sab kuch khota hai Apradhi hota jo hari ka Yaha wo ek din rota hai Shri sataynarayan sataynarayan Sataynarayan Shri sataynarayan Jo kuch hota hai duniya me Jo kuch hota hai duniya me Ishwar ka sab khel hai Bhikh mangti hai saithani Bhikh mangti hai saithani Sahukar ko jail hai Wo waisa hi phal payega Wo waisa hi phal payega Jo jaisa hi bota hai Apradhi hota jo hari ka Yaha wo ek din rota hai Shri sataynarayan sataynarayan Sataynarayan Shri sataynarayan Jo kuch bhul hui jivan me Usko ab tu bhul re Us malik ki karpa phale to Kante banege phool re Shama kare wo Shama kare wo jo ashuvan se Parbhu charno ko dhota hai Apradhi hota jo hari ka Yaha wo ek din rota hai Jo bhi chahe parbal vidhata Aakhir wo hi hota hai Apradhi hota jo hari ka Yaha wo ek din rota hai Shri sataynarayan sataynarayan Sataynarayan Shri sataynarayan.

More songs from Shree Satyanarayan Ki Maha Pooja

Joh Bhi Chahe Parbal Vidhata Lyrics - Shree Satyanarayan Ki Maha Pooja (1975) | Indian Film History