Indian Film History

Trahi Maam Sharnagatam Lyrics

From Shree Satyanarayan Ki Maha Pooja (1975)

Lyricist
Anjaan
Duration
4:59
Trahi mam shranagatam Trahi mam shranagatam Trahi mam shranagatam Satay narayan daya karo Hey karuna sagar daya karo Karuna sagar daya karo Daya karo tum daya karo Kya bhul hui kyu ruth gaye Mujhse mere bhagwan Meri puja ka mujhko ye Kaisa mila vardan Kya bhul hui kyu ruth gaye Mujhse mere bhagwan Meri puja ka mujhko ye Kaisa mila vardan Kya bhul hui kyu ruth gaye Teri pujaran tere dware Aakar apna sab kuch hare Teri pujaran tere dware Aakar apna sab kuch hare Tu na sune to antaryami Tu na sune to antaryami Ye hara man kise pukare Jivan dhun ki jhalak dikha ke Dekar jivan dan Kya bhul hui kyu ruth gaye Ghor andhera ab to mita do Ghor andhera ab to mita do Man mandir ke dip jala do Jo tumse ye ho na sake to Meri jivan jyot bhuja do Dube suraj suhag ka to Dube suraj suhag ka to Chhute tan se paran Kya bhul hui kyu ruth gaye Satay narayan mujhe shama do Meri sari bhul mita do Mujhse bichhada sajan mila do Mera jivan dhan lota do jivan dhan lota do jivan dhan lota do.

More songs from Shree Satyanarayan Ki Maha Pooja