Indian Film History

Kartab Hai Balwan Jagat Me Lyrics

From Shri Ganesh Mahima (1950)

Duration
1:39
Kartab hai balwan jagat mein Kartab hai balwan Kartab hai balwan jagat mein Kartab hai balwan Ik din janta ne sita par Jhuth kalank lagaya Ram chandar ne pran priya ko Wanvasini banaya Kartab ke aage mamata ka Hua maha balidan Hua maha balidan Jagat mein kartab hai balwan Saty wadi the haris chandar Jo raja se ban gaye rank Aur harijan hath bikaye Daso ke das kahaye Kintu saty pe atal rahe Paya jag mein samman Jagat mein kartab hai balwan.

More songs from Shri Ganesh Mahima

Kartab Hai Balwan Jagat Me Lyrics - Shri Ganesh Mahima (1950) | Indian Film History