Indian Film History

Taaro Ke Paalne Mein Jhule Lyrics

From Shri Ganesh Mahima (1950)

Singers
Geeta Dutt
Duration
3:07
Taaro ke paalne mein Jhule chand hamara re Chand hamara re Taaro ke paalne mein Jhule chand hamara re Chand hamara re Raja banke raj karega Raja banke raj karega Kundan banke damkega Kundan banke damkega Lalo ka ye lal hamara Chanda banke chamkega Chanda banke chamkega Sabki aankho ka ujiyara Prano ka pyara re Chand hamara re Taaro ke paalne mein Jhule chand hamara re Chand hamara re Ghar aangan mein mera munna Ghar aangan mein mera munna Khelega muskayega Khelega muskayega Meethi meethi bato se ye Sabka man bharmayega Sabka man bharmayega Aashao ka deepak hai ye Aankh ka tara re Chand hamara re Taaro ke paalne me Jhule chand hamara re Chand hamara re.

More songs from Shri Ganesh Mahima

Taaro Ke Paalne Mein Jhule Lyrics - Shri Ganesh Mahima (1950) | Indian Film History