Indian Film History

Barkha Ki Raaton Mein Lyrics

From Shrimati Ji (1952)

Music
Jimmy
Duration
4:02
Barkha ki raaton mein Dil jalta jalta jalta hai Barkha ki raaton mein Dil jalta jalta jalta hai Dil jalta jalta jalta hai Deepak kisi ne mere Deepak kisi ne mere Pyar ka bujha diya Pehle hasaya phir rula diya Rula diya rula diya Pehle hasaya phir rula diya Aankho aankho se aansuo ka Dariya chalta chalta hai Dariya chalta chalta hai Barkha ki raaton mein Dil jalta jalta jalta hai Dil jalta jalta jalta hai Ghane ghane jangalo me Ghane ghane jangalo me Prit meri roye re Dukh mere jage bhag Soye re soye re soye re Dukh mere jage bhag soye re Aahe aahe bharte bharte Din dhalta dhalta dhalta hai Din dhalta dhalta dhalta hai Barkha ki raaton mein Dil jalta jalta jalta hai Dil jalta jalta jalta hai Shikwa nahi hai tujhse Shikwa nahi hai tujhse Aur na zamane se Bigdi banegi na banane se Banane se banane se Bigdi banegi na banane se Likha likha kismat ka Nahi talta talta talta hai Nahi talta talta talta hai Barkha ki raaton mein Dil jalta jalta jalta hai Dil jalta jalta jalta hai Barkha ki raaton mein Dil jalta jalta jalta hai Dil jalta jalta jalta hai.

More songs from Shrimati Ji

Barkha Ki Raaton Mein Lyrics - Shrimati Ji (1952) | Indian Film History