Leti Hai Yeh Zindagi Lyrics | Shukriya

Lyricist : Sameer
Music Director : Vibha Ragnini , Devendra , Devendra
Singer : Sonu Nigam
                        
                        Ho leti hai ye zindagi kya kya imtihan
Leti hai ye zindagi kya kya imtihan
Tute kaha sanso ki ladi koi jane na
Tute kaha sanso ki ladi koi jane na
Ho leti hai ye zindagi kya kya imtihan
Jane na jane na jane na jane na
Koi jane na koi jane na koi jane na
Leti hai ye zindagi kya kya imtihan
Leti hai ye zindagi kya kya imtihan

Koi dardo gam se chur hai
Halat se koi majbur hai
Koi jaye sab kuch chhod ke
Koi pas hai phir bhi dur hai
Milan ki aarzu hai zudai ki ghadi hai
Udasi ki ghadi hai badi mushkil padi hai
Ishq hai kya ye ishq ye ishq ye ishq
Ishq hai kya ye ishq ye ishq ye ishq
Ishq hai kya ye ishq ye ishq ye ishq
Ye ishq ye ishq ye ishq ye ishq
Leti hai ye aashiqi kya kay imtihan
Leti hai ye zindagi kya kya imtihan
Tute kaha sanso ki ladi koi jane na
Tute kaha sanso ki ladi koi jane na
Ho leti hai ye zindagi kya kya imtihan.