Indian Film History

Dil Garibo Ka Todana Lyrics

From Shukriyaa (1988)

Lyricist
Verma Malik
Duration
4:40
Amiro ko mohabbat se Nafrat hai dosto Sachai hai yakin hai Hakikat hai dosto Dil garibo ka todna Hai amiro ka kaam Dil garibo ka todna Hai amiro ka kaam Par dilo ko jodna Hai takdeero ka kaam Par dilo ko jodna Hai takdeero ka kaam Dil garibo ka todna Hai amiro ka kaam Dil ko khilona samjhate ye aaye Dil ke tukde karte ye aaye Dil ko khilona samjhate ye aaye Dil ke tukde karte ye aaye Tum na mili to Main rab se ladunga Kismat ki lakiro Se churakar rahunga Likh di apni jaan Hamne tere naam Likh di apni jaan Hamne tere naam Dil garibo ka todna Hai amiro ka kaam Chahat ki andhi Ye ruk na sakegi Ye chandi ki Deeware gir ke rahegi Mohabbat ki ye Aag bujh na sakegi Mohabbat ki ye Aag bujh na sakegi Pyar ko bandh ke rakhna Nahi zanjeero ka kaam Par dilo ko jodna hai Takdeero ka kaam Par dilo ko jodna hai Takdeero ka kaam Dil garibo ka todna.

More songs from Shukriyaa

Dil Garibo Ka Todana Lyrics - Shukriyaa (1988) | Indian Film History