Indian Film History

Hansta Chehra Lyrics

From Shukriyaa (1988)

Lyricist
Verma Malik
Duration
5:43
Deewana deewana Deewana uff uff uff Uff uff uff Hasta chehra hasti aankhe Hasta gaal pe til Kabhi kabhi chalte chalte Mil jate hai aise bhi katil Ye palko ka jhukana Ye chupke se sharmana Ho gayi saudai Main pagal deewana Deewana uff uff uff Sun ae hasina Dhadke hai sina Aati hai jab rubru Tasveer haya ki Takdeer wafa ki Lagti hai tu hu ba hu Sun ae hasina Dhadke hai sina Aati hai jab rubru Tasveer haya ki Takdeer wafa ki Lagti hai tu hu ba hu Husn ka ishq ka Ek hai afsana Hasta chehra Hasti aankhe Hasta gaal pe til Kabhi kabhi chalte chalte Mil jate hai aise bhi katil Uff uff uff uff Zulfo se khelu aaho mein lelu Mujhe kuch na kehna sanam Agar bhul koi mujhse ho jaye Mujhe maaf karna sanam Zulfo se khelu aaho mein lelu Mujhe kuch na kehna sanam Agar bhool koi mujhse ho jaye Mujhe maaf karna sanam Dilruba hu tera samjho na begana Hasta chehra hasti aankhe Hasta gaal pe til Kabhi kabhi chalte chalte Mil jate hai aise bhi katil Uff uff uff Jitna tujhe main chahunga Na chahega koi tujhe Tere pyar se meri jindagi hai Itna barosha mujhe Milte jaha jami aasman Aao chalo ham vaha Tere siva mere siva Koi na hoga jaha Saya hu main tera Saath hai nibhana Hasta chehra hasti aankhe Hasta gaal pe til Kabhi kabhi.

More songs from Shukriyaa

Hansta Chehra Lyrics - Shukriyaa (1988) | Indian Film History