Indian Film History

Aaj Kal Parso Mein Lyrics

From Sitaron Se Aage (1958)

Duration
6:07
Aaj kal parso Aaj kal parso mein Phoole jab sarso Videsi piya aa Jana bhul jana na Bhul jana na Videsi piya aa jana Jeth mein jalan se Jeth mein jalan se Pasina bahe tan se Ye lat bhikhra Jana bhul jana na Bhul jana na Jeth mein jalan se Pasina bahe tann se Ye lat bhikhra Jana bhul jana na Bhul jana na Videsi piya aa jana Jhume kare badra Jhume kare badra Bahau jab kajra Gale se lipta Jana bhul jana na Bhul jana na Gale se lipta jana Jhume kare badra Bahau jab kajra Gale se lipta Jana bhul jana na Bhul jana na Videsi piya aa jana Haryali chhaye Haryali chhaye pawan lahraye Kadam tale aa jana Bhul jana na bhul jana na Kadam tale aa jana Haryali chhaye pawan lahraye Kadam tale aa jana Bhul jana na bhul jana na Videsi piya aa jana Aa ja aa ja aa ja aaja re aaja Aa ja aa ja aa ja aaja re aaja Aaj kal parso mein Phoole jab sarso Aaj kal parso mein Phoole jab sarso Videsi piya aa jana Videsi piya aa jana Bhul jana na Videsi piya aa jana Bhul jana na Videsi piya aa jana Bhul jana na Videsi piya aa jana.

More songs from Sitaron Se Aage