Chanda Ki Chandni Ka Jadu Lyrics | Sitaron Se Aage

                        
                        Chanda ki chandni ka jadu
Ye raat ye shama
Ulfat ki mauj le chali hai
Mujhko na jane kaha
Chanda ki chandni ka jadu
Ye raat ye shama
Ulfat ki mauj le chali hai
Mujhko na jane kaha
Chanda ki chandni ka jadu

Puchho na hai mere dil mein kya
Jo mere sath ho tum
Apna bhi main pata kya janu
Hu main to pyar me gum
Puchho na hai mere dil mein kya
Jo mere sath ho tum
Apna bhi mai pata kya janu
Hu main to pyar mein gum
Dil pe nahi hai aaj kabu
Khulti nahi juba
Ulfat ki mauj le chali hai
Mujhko na jane kaha
Chanda ki chandni ka jadu

Main nadiya tu mera sagar hai
O mann ke meet mere
Jhume ja tu yuhi lahro mein
Sun sun ke geet mere
Main nadiya tu mera sagar hai
O man ke meet mere
Jhume ja tu yuhi lahro mein
Sun sun ke geet mere
Bhigi ye raat aur main tu
Mausam jawa jawa
Ulfat ki mauj le chali hai
Mujhko na jane kaha
Chanda ki chandni ka jadu.