Kab Mera Hale Dil Lyrics | Sssshhh

Lyricist : Rahat Indori
Music Director : Sunil Mehta , Anu Malik
Singer : Sonu Nigam
                        
                        Sssshhh kab mera hale dil poochoge tum sanam
Kab mera hale dil poochoge tum sanam
O is intezar mein marhi na jaye hum
O is intezar mein marhi na jaye hum
Aaja aaja aaja nikal na jaye dum

Chand khud mein na ho jaye gum
Jaan jane kab aaogi tum
Kab tak chale is aag par
Main aur meri deewangee
Jaan jane kab aaogi tum
Kabhi yeh bhi socha
Kabhi yeh bhi jana
Ke mar marke zinda hai hum

Sssshhh

Kab mera hale dil poochoge tum sanam
O is intezar mein marhi na jaye hum
Aaja aaja aaja nikal na jaye dum

Sssshhh

Uthne laga dil se dhua
Jalne lagi tanhaiyan
Is raat mein ab saath hai
Main aur meri parchaeyan
Pagal hawa pagal sama
Lagne laga dushman jahan
Mere khwab tum lo sada meri sunlo
Tumhe zindagi ki kasam
Kab mera hale dil poochoge tum sanam
O is intezar mein marhi na jaye hum
Aaja aaja aaja nikal na jaye dum

Sssshhh.