Indian Film History

Pia Saanvara Lyrics

From Striker (2010)

Duration
5:05
Pia saanvara, pia saanvara, Pia saanvara tarsa raha Sajna mora tadapa raha Pia saanvara tarsa raha Sajna mora tadapa raha Kahin door se deke kar sada, Kahin door se deke kar sada Ulja raha mannwa mora, Ulja raha mannwa mora, Ulja raha mannwa mora Pia saanvara Meri aankh mein tera rang hai Pia door hai par sang hai Haan meri aankh mein tera rang hai Pia door hai par sang hai Jogan bani main pyaar mein, Jogan bani main pyaar mein Pia baawara, pia baawara, Ithla raha pia saanvara Nahi bookh mein, nahi pyaas mein Meri shaam ki iss aas mein Nahi bookh mein, nahi pyaas mein Meri shaam ki iss aas mein Iss shaam ka uss shaam se, Iss shaam ka uss shaam se Rishta koi batla raha, Rishta koi batla raha Pia saanvara, pia saanvara Pia pia pia pia saanvara, Saanvara, saanvara.

More songs from Striker

Pia Saanvara Lyrics - Striker (2010) | Indian Film History