Indian Film History

Yeh Aankhein Hain Aaina Lyrics

From Stuntman (1994)

Duration
5:38
Izhaar karti hain deewangi kaa Izhaar karti hain deewangi kaa Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka Koi dil churaye na aise kisi kaa Koi dil churaye na aise kisi kaa Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka Meri jaan ulfat ke sapane sajake Jara dekh lo mujhko palke utha ke Meri jaan ulfat ke sapane sajake Jara dekh lo mujhko palke utha ke Na jaao meri bekaraari badhake Ke aaya hain mausam sanam dosti kaa Ke aaya hain mausam sanam dosti kaa Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka Salaame mohabbat suboh shyaam aaya Nigahon se chahat ka pigaam aaya Salaame mohabbat suboh shyaam aaya Nigahon se chahat ka pigaam aaya Ishara dilo ke bade kaam aaya Ikaraar karti hain dil ki lagi kaa Ikaraar karti hain dil ki lagi kaa Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka Izhaar karti hain deewangi kaa Koi dil churaye na aise kisi kaa Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka.

More songs from Stuntman

Yeh Aankhein Hain Aaina Lyrics - Stuntman (1994) | Indian Film History