Indian Film History

Zindagi Kya Hai Ek Nagma Lyrics

From Stuntman (1994)

Duration
6:49
Zindagi kya hai ek nagma hain Is nagmein ko ghunghuna hain Zindagi kya hai ek nagma hain Is nagmein ko ghunghuna hain Mushkura ke hamein jeena hain Gaate gaate chalein jaana hain Zindagi kya hai ek nagma hain Is nagmein ko ghunghuna hain Ho mushkura ke hamein jeena hain Gaate gaate chalein jaana hain Zindagi kya hai ek nagma hain Is nagmein ko ghunghuna hain Rut badalti hain ghul mahekta hain Aankh milati hain dil dhadkta hain Neend jaati hain chain aata hain Koi yaadon mein muskuraata hain Kyaa jawan nazarein hain Pyaar ke isharein hain Pyaar ke isharein hain Kyaa jawan nazarein hain Aao aao meri baahon mein Tumko saanso mein chhupana hain Aashiqi kyaa hain ek khusboo hain Is khusboo se dil lagana hain Ho mushkura ke hamein jeena hain Gaate gaate chalein jaana hain Zindagi kya hai ek nagma hain Is nagmein ko ghunghuna hain Ye toh mausam hain jeene marne ka Bekraari mein aahein bharne ka Ab hamein milke ek hona hain In panaho mein hamko khona hain Bekhudi badhyenge Hum tumhi ko chahenge Hum tumhi ko chahenge Bekhudi badhyenge O jaane jaana sang rahena hain Ik pal na bhulana hain Dosti kyaa hai ik waada hain Us waade ko ab nibhana hain Mushkura ke hamein jeena hain Gaate gaate chalein jaana hain Zindagi kya hai ek nagma hain Is nagmein ko ghunghuna hain Haan mushkura ke hamein jeena hain Gaate gaate chalein jaana hain Zindagi kya hai ek nagma hain Is nagmein ko ghunghuna hain.

More songs from Stuntman

Zindagi Kya Hai Ek Nagma Lyrics - Stuntman (1994) | Indian Film History