Indian Film History

Aahista Aahista Lyrics

From Swades (2004)

Lyricist
Javed Akhtar
Duration
6:28
Umm hmm hmm hmm hmm Nindiya tu aa hmm hmm hm Aahista aahista Aahista aahista Nindiya tu aa in Do nainon mein Halke se holle se Kuch sapne bhole se Nindiya tu laa in Do nainon mein ho Bahe soyi soyi Jaise saari hawaayein Sama bhi hai soya soya sa Nindiya re nindiya re Tu mere angna re aaja re In jhukti palkon pe chhaa jaa re Aahista aahista aahista aahista Nindiya tu aa hmm hmm hm Mulaayam mulaayam Si neeli neeli raat hai Thapakti hai is dil Ko yaadein kayeen Yaadon ke paalne mein Koyi khoyi khoyi baat hai Woh nindiya ab aake Tu meri di thi lori gaake Mere khoye sapne dikhlaade haay Yaadon ka palna jhula dein Aahista aahista aahista aahista Nindiya tu aa in do nainon mein Aahista aahista aahista aahista Nindiya tu aa um hmm hmm hmm Hmm hmm hmm hmm hmm Hmm hmm hmm hmm Mehki hawa ki reshmi Chaadar kaho toh bichha doon Neel gagan se chaand ko Leke takiya bana doon Chaandni laake tumko odhhaake Main gungunaaun geet koyi Us pal hi chupke se Phir nindiya aa jaaye Palkon pe jaise thhaher jaaye oh Meethhi meethhi nindiya aaye Aahista aahista Aahista aahista Nindiya tu aa in Do nainon mein Halke se holle se Kuch sapne bhole se Nindiya tu laa in Do nainon mein Bahe soyi soyi jaise Saari hawaayein Sama bhi hai soya soya sa Nindiya re nindiya re Tu mere angna re Aaja re aaja re In jhukti palkon Pe chhaa jaa re Aahista aahista Aahista aahista Umm hmm hmm

More songs from Swades