Indian Film History

Yeh Tara Woh Tara Lyrics

From Swades (2004)

Lyricist
Javed Akhtar
Duration
7:05
Hey hey hey hey hey eh hey eh hey Oh ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho Ye taara woh taara har taara Ye taara woh taara har taara Dekho jisse bhi lage pyaara Ye taara woh taara har taara Ye sab saath mein jo hai raat mein Toh jagmagaaya aasman saara Ye sab saath mein jo hai raat mein Toh jagmagaaya aasman saara Jagmag taare do taare Lo taare sau taare Jagmag saare har Taara hai sharara Tum mein dekhi hai dhanak Toh bolo rang kitne hain Saath rang kehne ko Phir bhi sang kitne hain Samjho sabse pehele Toh rang hote akele toh Indranush banta hi nahin Ek na ham ho paaye Toh anyaay se ladne ko Hogi koyi janta hi nahin Phir na kehna nirbal hai Kyun haara hmm aara taara Ye taara woh taara har taara Ye taara woh taara har taara Ye taara woh taara har taara Dekho jisse bhi lage pyaara Ye sab saath mein jo hai raat mein Toh jagmagaaya aasman saara Jagmag taare do Taare lo taare sau taare Jagmag saare har Taara hai sharara Boond boond milne se Banta ek dariya hai Boond boond saagar hai Warna ye saagar kya hai Samjho is paheli ko Boond ho akeli toh Ek boond jaise kuchh bhi nahin Ham auron ko chhode Toh munh sabse hi mude toh Tanha rehna jaaye Dekho ham kahin Kyun na bane milke ham Dhaara hmm..aara taara Ye taara woh taara har taara Ye taara woh taara har taara Ye taara woh taara har taara Dekho jisse bhi lage pyaara Ye taara woh taara har taara Ye sab saath mein jo hai raat mein Toh jagmagaaya aasman saara Jagmag taare do taare Lo taare sau taare Jagmag saare har Taara hai sharara Hey hey hey hey Hey eh hey eh hey Oh ho ho ho ho ho oho Ho ho ho ho ho Jo kisaan hal sambhaale Dharti sona hi ugaaye Jo gowaala gaiya paale Dudh ki nadi bahaaye Jo lohaar loha dhhaale Har auzaar dhhal jaaye Mitti jo kumbhaar uthhaale Mitti pyaala ban jaaye Sab ye roop hai mehnat ke Kuchh karne ki chaahat ke Kissi ka kissi se koyi bair nahin Sab ke ek hi sapne hain Socho toh sab apne hain Koyi bhi kissi se Yahaan ghair nahin Seedhi baat hai samjho Yaara hmm aara taara Ye taara woh taara har taara Ye taara woh taara har taara Dekho jisse bhi lage pyaara Ye taara woh taara har taara Ye sab saath mein jo hai raat mein Toh jagmagaaya aasman saara Jagmag taare do taare Lo taare sau taare Jagmag saare har Taara hai sharara Ye taara woh taara har taara Ye taara woh taara har taara Dekho jisse bhi lage pyaara.

More songs from Swades

Yeh Tara Woh Tara Lyrics - Swades (2004) | Indian Film History