Hona Hai Kya Jindagi Ke Is Juve Me Lyrics | Talaash

                        na main janu na tu jane kis ghadi me hona hai kya
jindagi ke is juve me paana kya hai khona hai kya

jo bhi hai khushi yaha unke hi saaye me gham hai
ha jo muskuraaye unki bhi toh aankhe nam hai
koi jaaye kaha woh bhi yehi jami aur yahi aasmaa
na main janu na tu jane kis ghadi me hona hai kya
jindagi ke is juve me paana kya hai khona hai kya

jo baat bhi hai usme sau maane chhupe hai
ha chehro ke piche kitne hi chehre chhupe hai
jo deta hai duaa, dhundhla dhundhla sa hai
aankho me hai samaa