Rahti Nahin Hamesha Yeh Lyrics | Teerandaz

                        
                        Rahti nahi hamesha
Yeh chand ki jawani
Jee bhar ke aish kar le
Jee bhar ke aish kar le
Jab tak hai zindgani
Jab tak hai zindgani

Gujre jo mastiyo me
Achhi wahi ghadi hai
Darna agar tu sabse
Pichhe tere khadi hai
Jab tak chale yeh
Chala le sans ki kahani
Jee bhar ke aish kar le
Jee bhar ke aish kar le
Jab tak hai zindgani
Jab tak hai zindgani

Lifahz hai sunhara
Rangin hai yeh dhokha
Mat chhod zindagi
Ka koi hasin mauka
Aayehga sath phir na
Bahta hua yeh pani
Jee bhar ke aish kar
Le jee bhar ke aish kar le
Jab tak hai zindgani
Jab tak hai zindgani

Rahti nahi hamesha
Yeh chand ki jawani
Jee bhar ke aish kar
Le jee bhar ke aish kar le
Jab tak hai zindgani
Jab tak hai zindgani.