Indian Film History

Yeh Haseen Shaam Gardish Mein Lyrics

From Teerandaz (1955)

Duration
3:23
Yeh hasin shaam Gardish mein jaam Mehfil mein rang chhaaya Jo hai dil kaa nur uss kaa huzur Aakhir salaam aaya Yeh hasin shaam Gardish mein jaam Mehfil mein rang chhaaya Salaam aaya salaam aaya Salaam aaya Jaagi umnag bajane de chang Behne de rang saaki Jaagi umnag bajane de chang Behne de rang saaki Khusihiyo kaa daur chalane de aur Hasrat rahe na baaki Hai shad sham mehfil tamaam Kasid payaam laaya Jo hai dil kaa nur Pehalu nashi abb woh hasin Woh mahtaab hoga Pehalu nashi abb woh hasin Woh mahtaab hoga Jis kaa hijaab jis kaa shabaab Bas laajawaab hoga Beikhtiar honthon pe yaar Tera hi naam aya Jo hai dil kaa nur.

More songs from Teerandaz

Yeh Haseen Shaam Gardish Mein Lyrics - Teerandaz (1955) | Indian Film History